Wednesday, March 26, 2008

Aarj hain,

Sirf punya-ki batein hi na kitabon main karo,
Kuch gunaho se bhi ye duniya hanseen hoti hain!

1 comment:

Vidula said...

Ishk karna gunaah hai, pyar karna gunaah hai
is shahar mein kisi ka aitbaar karna gunaah hai |

Tarapne do ehsaanfaramoshon ke is shahar ko
yahan kisi par upkaar karna gunaah hai |

Chahaten bant-te firne ki baaten ho gayee puranee
yahan pyar ka vyapaar na karna gunaah hai |

sapno ke saudagaron ko maroo tum patthar
yahan dil mein sapnon ka sansaar sakhna gunah hai |